A Song for life, A song for journey, A song which is ageless, timeless and gonna be fresh till the time we will hear music in this world. Magic of Kishore Da voice, music of S.D.Burman and lyrics of Majrooh Sultanpuri. Sheer Magic.
हम हैं राही प्यार के, हमसे कुछ ना बोलिए
जो भी प्यार से मिला, हम उसी के हो लिए
दर्द भी हमें कुबूल, चैन भी हमें कुबूल
हमने हर तरह के फूल, हार में पिरो लिए
जो भी प्यार…
धूप थी नसीब में, धूप में(तो) लिया है दम
चांदनी मिली तो हम, चांदनी में सो लिए
जो भी प्यार…
दिल पे आसरा लिए, हम तो बस यूँ ही जिये
इक कदम पे हंस लिए, इक कदम पे रो लिए
जो भी प्यार…
राह में पड़े हैं हम, कब से आप की क़सम
देखिये तो कम से कम, बोलिए न बोलिए
जो भी प्यार…
Movie/Album : Nau Do Gyarah (1957)
Music : S. D. Burman
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singer : Kishore Kumar
Performed By : Dev Anand, Geeta Dutt
Ham Hain Rahi Pyar Ke, Hamase Kuch Na Boliye
Jo Bhi Pyar Se Mila, Hum Usi Ke Ho Liye
Hum Usi Ke Ho Liye
Jo Bhi Pyar Se Mila, Hum Usi Ke Ho Liye
Dard Bhi Hamen kabool, Chaina Bhi Hamen kabool
Humne Har Tarah Ke Phool, Haar Mein Piro Liye
Jo Bhi Pyar Se Mila …
Dhoop Thi Naseeb Mein, To Dhoop Mein Liya Hai Dum
Chandani Mili To Hum, Chandani Mein So Liye
Jo Bhi Pyar Se Mila
Dil Pe Asara Kiye, Hum To Bas Yuhi Jiye
Ek Kadam Pe Hans Liye, Ek Kadam Pe Ro Liye
Jo Bhi Pyar Se Mila
Raah Men Padey Hain Hum, Kabase Aap Ki Kasam
Dekhiye To Kam Se Kam, Boliye Naa Boliye
Jo Bhi Pyar Se Mila
Hum Hain Rahi Pyar Ke, Humse Kuch Na Boliye
Jo Bhi Pyar Se Mila, Hum Usi Ke Ho Liye