Saajan (1991) – Dekha Hai Pehli Baar Lyrics in Hindi and English with Meaning (Translation) | देखा है पहली बार | Alka Yagnik | S. P. Balasubrahmanyam
Alka Yagnik & S. P. Balasubrahmanyam‘s song Dekha Hai Pehli Baar Lyrics in Hindi & English with Meaning (Translation) is from the movie Saajan (1991), which starred Madhuri Dixit and Salman Khan.

| Song | Dekha Hai Pehli Baar |
| Movie | Saajan (1991) |
| Music | Nadeem-Shravan |
| Singer | Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam |
| Lyricist | Sameer |
| Actors | Madhuri Dixit, Salman Khan |
देखा है पहली बार लिरिक्स हिन्दी
देखा है पहली बार, साजन की आँखों में प्यार
अब जा के आया मेरे, बेचैन दिल को करार
दिलबर तुझे मिलने को, कब से था मैं बेकरार
अब जा के…
पलकें झुकाऊं, तुझे दिल में बसाऊं
अब बिन तेरे मैं तो, कहीं चैन ना पाऊं
तू मेरा जिगर है, तू मेरी नज़र है
तू मेरी आरजू, तू मेरा हमसफ़र है
देखा है…
मेरी अदाएं, ये मेरी जवानी
बस तेरे लिए है, ये मेरी जिंदगानी
तू मेरी ग़ज़ल है, तू मेरा तराना
आ तेरी धड़कनों पे, लिख दूँ दिल का फ़साना
देखा है पहली बार जानम की आँखों में प्यार
Dekha Hai Pehli Baar Lyrics in English with Meaning (Translation)
Dekha Hai Pehli Baar, Saajan Ki Aankhon Mein Pyaar
Ab Ja Ke Aaya Mere, Bechain Dil Ko Karaar
Dilbar Tujhe Milne Ko, Kab Se Tha Main Bekaraar
Ab Ja Ke..
(For the first time I have seen love in lover’s eyes
Now my restless heart got some peace
Oh love, I was desperate to meet you for so long
Now my…)
Palkein Jhukau, Tujhe Dil Mein Basau
Ab Bin Tere Main To, Kahin Chain Na Paau
Tu Mera Jigar Hai, Tu Meri Nazar Hai
Tu Meri Aarzoo, Tu Mera Humsafar Hai
Dekha Hai..
(I will lower my eyelids and keep you in my heart
Now without you I can never find peace
You are my heart, you are my eyes
You are my wish, you are my companion
For the first time…)
Meri Adayein, Yeh Meri Jawani
Bas Tere Liye Hai, Yeh Meri Zindgani
Tu Meri Ghazal Hai, Tu Mera Tarana
Aa Teri Dhadkano Pe, Likh Du Dil Ka Fasana
Dekha Hai Pehli Baar Jaanam Ki Aankhon Mein Pyaar
(My style, this youth of me
This is my life just for you
You are my poetry, you are my song
Come on your heartbeats, let me write the story of my heart
I have seen love in my beloved’s eyes for the first time)
FAQs (Frequently Asked Questions)
Saajan (1992)
Tags:
You Might Also Like:
- Dil Hai Tumhaara (2002) – Chaaya Hai Jo Dil Pe Kya Nasha Hai Lyrics Translation in English (Meaning) | Kavita Krishnamurthy, Shaan | छाया है जो दिल पे क्या नशा है
- Dil Hai Tumhaara (2002) – Kabhi Hasna Hai Kabhi Rona Hai Lyrics Translation in English (Meaning) | Tauseef Akhtar, Sarika Kapoor | कभी हँसना है कभी रोना है
- Dil Hai Tumhaara (2002) – Chahe Zubaan Se Kuch Na Kaho Lyrics Translation in English (Meaning) | Sonu Nigam, Alka Yagnik | चाहे ज़ुबान से कुछ ना कहो
- Dil Hai Tumhaara (2002) – Dil Laga Liya Maine Tumse Pyaar Karke Lyrics Translation in English (Meaning) | Alka Yagnik, Udit Narayan | दिल लगा लिया मैंने तुमसे प्यार कर के
- Dil Hai Tumhaara (2002) – Kasam Kha Ke Kaho Lyrics Translation in English (Meaning) | Kumar Sanu, Alka Yagnik | कसम खा के कहो