Jagjit Singh – Apne Hathon Ki Lakeero Mein Basa Le Mujhko | अपने हाथों की लकीरों में बसा ले मुझको | Qateel Shifai

Please Share:
5/5 - (1 vote)

Jagjit Singh Ghazal Apne Hathon Ki Lakeero Mein Basa Le Mujhko Lyrics in Hindi & English with meaning (Translation). The Ghazal is written by Qateel Shifai.

jagjit-singh-apne-hathon-ki-lakeero-mein-basa-le-mujhko-lyrics
Jagjit Singh
🎵 GhazalApne Hathon Ki Lakeero Mein Basa Le Mujhko
🎬 AlbumBest of Jagjit Singh
🎤 SingerJagjit Singh
🎼 MusicJagjit Singh
✍️ LyricistQateel Shifai
👫 ActorsNA

अपने हाथों की लकीरों में बसा ले मुझको ग़ज़ल हिन्दी लिरिक्स

अपने हाथों की लकीरों में बसा ले मुझको
मैं हूँ तेरा तो नसीब अपना बना ले मुझको।

मुझसे तू पूछने आया है वफ़ा के माने
ये तेरी सादा-दिली मार ना डाले मुझको।

ख़ुद को मैं बाँट ना डालूँ कहीं दामन-दामन
कर दिया तूने अगर मेरे हवाले मुझको।

वादा फिर वादा है मैं ज़हर भी पी जाऊँ ‘क़तील’
शर्त ये है कोई बाहों में सम्भाले मुझको



Apne Hathon Ki Lakeero Mein Basa Le Mujhko Lyrics in English with Meaning (Translation)

Apne Hathon Ki Lakeero Mein Basa Le Mujhko
Main Hoon Tera To Naseeb Apna Bana Le Mujhko

(Take me in the lines of your hands
I am yours, so make me your destiny)

Mujhse Tu Poochne Aaya Hai Wafa Ke Maane
Yeh Teri Saada-Dili Maar Na Daale Mujhko

(You have come to ask me about loyalty
This simplicity of yours should not kill me)

Khud Ko Main Baant Na Dalu Kahin Daaman-Daaman
Kar Diya Tune Agar Mere Hawale Mujhko

(I might divide myself into pieces
If you handed me over to me)

Waada Phir Waada Hai Main Zeher Bhi Pee Jau ‘qateel’
Shart Yeh Hai Koi Baahon Mein Sambhale Mujhko

(The promise is again a promise, I may even drink poison ‘Qateel’
The condition is that someone should hold me in her arms)


FAQs (Frequently Asked Questions)

Who is the writer of ‘Apne Hathon Ki Lakeero Mein Basa Le Mujhko’ Ghazal?

Qateel Shifai

Who is the singer of ‘Apne Hathon Ki Lakeero Mein Basa Le Mujhko’ Ghazal?

Jagjit Singh


Tags:


Please Share:

Leave a Reply