Dil Chahta Hai (2001) – Dil Chahta Hai Lyrics Meaning (English Translation) | Shankar Mahadevan | दिल चाहता है

Please Share:
Rate this post

The movie Dil Chahta Hai (2001)‘s song Dil Chahta Hai Lyrics with Meaning (English Translation) starred Aamir Khan, Akshay Khanna, Saif Ali Khan and Preity Zinta and sung by Shankar Mahadevan & Clinton Cerejo.

dil-chahta-hai-2001-dil-chahta-hai-lyrics-meaning
Aamir Khan, Akshay Khanna & Saif Ali Khan in Dil Chahta Hai (2001)

“Dil Chahta Hai” (Title Song) from Farhan Akhtar’s 2001 cult classic is an anthem of youthful exuberance and friendship. Composed by Shankar-Ehsaan-Loy with lyrics by Javed Akhtar, the track’s infectious energy, guitar riffs, and carefree spirit perfectly capture the film’s modern ethos. It redefined Hindi film music for a new generation.

SongDil Chahta Hai
MovieDil Chahta Hai (2001)
MusicShankar–Ehsaan–Loy
SingerShankar Mahadevan & Clinton Cerejo
LyricistJaved Akhtar
ActorsAamir Khan, Akshay Khanna, Saif Ali Khan

दिल चाहता है हिन्दी लिरिक्स

दिल चाहता है
कभी ना बीतें चमकीले दिन
दिल चाहता है
हम ना रहें कभी यारों के बिन
दिन-दिन भर हों प्यारी बातें
झूमें शामें गायें रातें
मस्ती में रहे डूबा-डूबा हमेशा समाँ
हमको राहों में यूँ ही मिलती रहें खुशियाँ

जगमगाते हैं, झिलमिलाते हैं अपने रास्ते
ये खुशी रहे रौशनी रहे अपने वास्ते

जहाँ रुकें हम जहाँ भी जाएं
जो हम चाहें वो हम पाएं
मस्ती में रहे…

कैसा अजब ये सफ़र है
सोचो तो हर इक ही बेखबर है
उसको जाना किधर है
जो वक़्त आए, जाने क्या दिखाए
दिल चाहता है…

रंग बिरंगे मौसम आएँ
नए नए वो सपने लाएँ
महकी रहें ख्वाबों की हसीं वादियाँ
खिलते रहें यूँ ही प्यार के ये गुलसिताँ
दिल चाहता है…

फिर से मिलें जो हम दीवाने
तो ये समझें ये तो ये जानें
हम भी रहें यार हमारे जहाँ आए नहीं
कभी हममें कोई दूरियाँ
दिल चाहता है…



Dil Chahta Hai Lyrics Meaning (English Translation)

Dil Chahta Hai
Kabhi Na Beete Chamkeele Din
Dil Chahta Hai
Hum Na Rahein Kabhi Yaaron Ke Bin
Din-Din Bhar Hon Pyaari Baatein
Jhoome Shaamein, Gaayein Raatein
Masti Mein Rahe Dooba-Dooba Hamesha Samaa
Humko Raahon Mein Yun Hi Milti Rahein Khushiyaan

(The heart desires
That these bright days never end
The heart desires
That we never be without our friends
Lovely talks happen all day long
Evenings sway, nights sing
May the atmosphere always remain drowned in merriment
May we keep finding happiness in our paths like this)

Jagmagaate Hain, Jhilmilaate Hain Apne Raaste
Ye Khushi Rahe, Roshni Rahe Apne Waaste

(Our paths sparkle and shimmer
May this happiness and light remain for us)

Jahan Rukein Hum, Jahan Bhi Jaayein
Jo Hum Chahein, Wo Hum Paayein
Masti Mein Rahe…

(Wherever we stop, wherever we go
May we get whatever we desire
May we remain in merriment…)

Kaisa Ajab Ye Safar Hai
Socho To Har Ik Hi Bekhabar Hai
Usko Jaana Kidhar Hai
Jo Waqt Aaye, Jaane Kya Dikhaye
Dil Chahta Hai…

(What a strange journey this is
Think about it, everyone is unaware
Where they have to go
When the time comes, who knows what it will show
The heart desires…)

Rang-Birange Mausam Aayein
Naye Naye Wo Sapne Laayein
Mehki Rahein Khwabon Ki Haseen Waadiyan
Khilte Rahein Yun Hi Pyaar Ke Ye Gulsitaan
Dil Chahta Hai…

(May colorful seasons come
May they bring new dreams
Ṁay the beautiful valleys of dreams remain fragrant
May these gardens of love keep blooming like this
The heart desires…)

Phir Se Milein Jo Hum Deewaane
To Ye Samjhein Ye To Ye Jaanen
Hum Bhi Rahein, Yaar Hamaare Jahan Aaye Nahin
Kabhi Hummein Koi Dooriyan
Dil Chahta Hai…

(If we mad ones meet again
Then we understand, then we know
May we and our friends remain where no sadness comes
May there never be any distances between us
The heart desires…)


FAQs (Frequently Asked Questions)

‘Dil Chahta Hai’ Song is from which movie?

Dil Chahta Hai (2001)

Who is the Music Director of the ‘Dil Chahta Hai’ Song?

Shankar–Ehsaan–Loy

Who are the Singers of the song ‘Dil Chahta Hai’?

Shankar Mahadevan & Clinton Cerejo

Who is the Writer of the song ‘Dil Chahta Hai’?

Javed Akhtar

Who are the actors in ‘Dil Chahta Hai’ song?

Aamir Khan, Akshay Khanna, Saif Ali Khan


You Might Also Like:


Tags:

Please Share:

Leave a Reply