Hindi Kala presents Mujhe Sahal Ho Gayi Manzile by Majrooh Sultanpuri. A very beautiful Ghazal by the lyrics magician who ruled Bollywood.
Mujhe Sahal Ho Gayi Manzile Ghazal by Majrooh Sultanpuri in Hindi
मुझे सहल हो गईं मंज़िलें वो हवा के रुख भी बदल गए
तेरा हाथ हाथ में आ गया कि चिराग राह में जल गए
वो लजाए मेरे सवाल पर कि उठा सके न झुका के सर
उड़ी जुल्फ़ चेहरे पे इस तरह कि शबों के राज़ मचल गए
वही बात जो न वो कह सके मेरे शेर-ओ-नग़्मा में आ गई,
वही लब न मैं जिन्हें छू सका क़दहे-शराब में ढल गए ।
तुझे चश्मे-मस्त पता भी है कि शबाब गर्मी-ए-बज़्म है,
तुझे चश्मे-मस्त ख़बर भी है कि सब आबगी ने पिघल गए
उन्हें कब के रास भी आ चुके तेरी बज़्मे-नाज़ के हादिसे,
अब उठे कि तेरी नज़र फिरे जो गिरे थे गिर के सम्भल गए
मेरे काम आ गईं आख़िरश यही काविशें यही गर्दिशें,
बढ़ी इस क़दर मेरी मंज़िलें कि क़दम के ख़ार निकल गए ।
Mujhe Sahal Ho Gayi Manzile Ghazal by Majrooh Sultanpuri in Roman Transcript
Mujhe Sahal Ho Gayi Manzile, Woh Hawa Ke Rukh Bhi Badal Gaye
Tera Haath Haath Mein Aa Gaya Ki Chiraag Raah Mein Jal Gaye
Jo Lajaye Mere Sawaal Par Ki Utha Sake Na Jhuka Ke Sare
Udi Zulf Chehre Pe Is Tarah Ki Shabo Ke Raaz Machal Gaye
Wahi Baat Jo Na Woh Keh Sake Mere Sher-O-Nagma Mein Aa Gayi
Wahi Lab Na Main Jinhe Chhoo Saka, Kadhe Sharaab Mein Dhal Gaye
Tujhe Chasm-Mast Pata Bhi Hai Ki Shabaab Garmi-E-Bazam Hai
Tujhe Chasm-Mast Khabar Bhi Hai Ki Sab Aabgi Ne Pighal Gaye
Unhe Kab Ke Raas Bhi Aa Chuke Ter Bazm-Naaz Ke Haadise
Ab Uthe Ki Teri Naza Fire Jo Gire The Gir Ke Sambhal Gaye
Mere Kaam Aa Gayi Aakhiras Yahi Kavishey Yahi Gardishey
Badi Is Kadar Meri Manzile Ki Kadam Ke Khar Nikal Gaye
Tags:
You Might Also Like