Jagjit Singh – Aap Bhi Aaiye Humko Bhi Bulate Rahiye Lyrics in Hindi & English with Meaning (Translation) | Javed Akhtar | आप भी आइये हमको भी बुलाते रहिये | Ghazal

Please Share:
5/5 - (1 vote)

Jagjit Singh Ghazal Aap Bhi Aaiye Humko Bhi Bulate Rahiye Lyrics in Hindi & English with meaning (Translation). The Ghazal is written by Javed Akhtar and it’s from the album Soz (2001).

jagjit-singh-aap-bhi-aaiye-humko-bhi-bulate-rahiye-lyrics-in-hindi
Jagjit Singh Aap Bhi Aaiye Humko Bhi Bulate Rahiye Ghazal
GhazalAap Bhi Aaiye Humko Bhi Bulate Rahiye
AlbumSoz (2001)
SingerJagjit Singh
MusicJagjit Singh
LyricistJaved Akhtar
ActorsNA

आप भी आइये हमको भी बुलाते रहिये
दोस्ती जुर्म नहीं दोस्त बनाते रहिये

ज़हर पी जाइये और बाँटिये अमृत सब को
ज़ख्म भी खाइये और गीत भी गाते रहिये

वक़्त ने लूट लीं लोगों की तमन्नाएँ भी
ख़्वाब जो देखिये औरों को दिखाते रहिये

शक्ल तो आपके भी ज़हन में होगी कोई
कभी बन जाएगी तस्वीर बनाते रहिये

Buy Now: Jadunama: Javed Akhtar Ek Safar (Hindi)



Aap Bhi Aaiye Humko Bhi Bulate Rahiye
Dosti Zurm Nahi Dost Banante Rahiye

(You also come and keep calling us too.
friendship is not a crime keep making friends)

Zeher Pee Jaiye Aur Baantiye Amrit Sab Ko
Zakham Bhi Khaiye Aur Geet Bhi Gaate Rahiye

(Drink the poison and distribute the nectar to everyone
Bear wounds and keep singing songs)

Waqt Ne Loot Li Logo Ki Tamannayein Bhi
Khawab Jo Dekhiye Auro Ko Dikhate Rahiye

(Time has robbed people of even their desires
Whatever dreams you see, keep showing them to others)

Shakal To Aapke Bhi Zehan Mein Hogi Koi
Kabhi Ban Jayegi Tasveer Banate Rahiye

(There must be a face in your mind too
someday it will be made, keep making the picture)

Buy Now: Jadunama: Javed Akhtar’s Journey (English)


Who is the writer of ‘Aap Bhi Aaiye Humko Bhi Bulate Rahiye’ Ghazal?

Javed Akhtar

Who is the singer of ‘Aap Bhi Aaiye Humko Bhi Bulate Rahiye’ Ghazal?

Jagjit Singh

Jagjit Singh Ghazal ‘Aap Bhi Aaiye Humko Bhi Bulate Rahiye’ is from Which Album?

Soz (2001)


Tags:


Please Share:

Leave a Reply