Meraj-E-Ghazal (1983) – Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon Lyrics in Hindi & English with Meaning (Translation) | Asha Bhosle | Ghulam Ali | सलोना सा सजन है और मैं हूँ

Please Share:
5/5 - (1 vote)

Asha Bhosle‘s Ghazal Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon Lyrics in Hindi & English with meaning (Translation). The Ghazal is written by Shabih Abbas and it’s from the album Meraj-E-Ghazal (1983).

meraj-e-ghazal-1983-salona-sa-sajan-hai-aur-main-hoon-lyrics-asha-bhosle
Album – Meraj-E-Ghazal (1983)
GhazalSalona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon
AlbumMeraj-E-Ghazal (1983)
SingerAsha Bhosle
MusicGhulam Ali
LyricistShabih Abbas
ActorsNA

सलोना सा सजन है और मैं हूँ
जिया में इक अगन है और मैं हूँ

तुम्हारे रूप की छाया में साजन
बड़ी ठण्डी जलन है और मैं हूँ

चुराये चैन रातों को जगाये
पिया का ये चलन है और मैं हूँ

पिया के सामने घूँघट उठा दे
बड़ी चंचल पवन है और मैं हूँ

रचेगी जब मेरे हाथों में मेंहदी
उसी दिन की लगन है और मैं हूँ



Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon
Jiyaa Mein Ik Agan Hai Aur Main Hoon

(There is my dark lover, and there is me
there is a burning in my soul, and there is me)

Tumhare Roop Ki Chhaya Mein Saajan
Badi Thandi Jalan Hai Aur Main Hoon

(In the shadow of your beauty my love
There is a very cold burning sensation and there is me)

Churaye Chain Raaton Ko Jagaye
Piya Ka Yeh Chalan Hai Aur Main Hoon

(He steals my peace and keeps me up at nights
This is his style and trend and there is me)

Piya Ke Samne Ghoonghat Utha De
Badi Chanchal Pawan Hai Aur Main Hoon

(In front of my lover, take off my veil,
There is a very fickle wind and there is me)

Rachegii Jab Mere Haathon Mein Menhdi
Usi Din Ki Lagan Hai Aur Main Hoon

(when my hands get adorned with Heena,
There is a passion for that day and there is me)


Who is the writer of ‘Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon’ Ghazal?

Shabih Abbas

Who is the singer of ‘Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon’ Ghazal?

Asha Bhosle

Who is the Composer of ‘Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon’ Ghazal?

Ghulam Ali

‘Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon’ Ghazal is from Which Album?

Meraj-E-Ghazal (1983)


Tags:


Please Share:

Leave a Reply